Friendship Shayari in English: Dosti Ka Ehsaas Aur Ahmiyat

दोस्ती एक ऐसा रिश्ता है जो बिना किसी स्वार्थ के दिल से जुड़ता है। दोस्त मुश्किल समय में सहारा बनते हैं और खुशियों में सबसे पहले साथ खड़े होते हैं। इसी खूबसूरत रिश्ते को शब्दों में पिरोती है Friendship Shayari in English। ये शायरियाँ सच्ची दोस्ती, भरोसे, साथ और यादों को सरल लेकिन गहरे अंदाज़ में बयान करती हैं। कभी हँसी-मज़ाक, तो कभी दिल से निकली बातें इन पंक्तियों में साफ झलकती हैं। दोस्ती पर लिखी शायरी रिश्तों को और मजबूत बनाती है और उन पलों को खास कर देती है जो हमेशा दिल में बसी रहती हैं।

Friendship Shayari in English

Zindagi tab bahut
Khubsurat hoti hai janab
Jab acche doston ki
Duaen sath hoti hain…

Teri dosti ke liye main
Jamane se lad jaunga
Ye dost apni dosti ka
Farz dil se nibhaunga…

Teri meri yari ko
Jamana bhi yaad rakhega
Sab kuchh hokar bhi
Yahi yaarana sath rakhega

Friendship Shayari in English Hindi

Doston wah hote hain
Jo har haal mein sath nibhaate hain
Waqt ho chahe kaisa bhi
Fir bhi dosti nibhaate hain…

Ham sab jigari dost hain
Tumhare shak na karo yaar
Dosti par tum hamare…

Dosti yaari vah nahin jo
Jite ji nibhai jaaye sacchi yaari
Vah hai jo dil se nibhai jaaye…

Chahe dur ho ya pass
Fark nahi padta
Dosti ka rishta aur
Jazba kabhi kam nahi hota…

Teri dosti ke liye main
Duniya se lad jaunga
Kuchh is kadar mere dost
Apni yari ka farz nibhaunga…

Teri dosti mujhe Rab
Ki rahamat se mili hai
Isiliye mere dil mein
Khushi ki ummid jagi hai…

Teri dosti ke liye ham jamane
Se bhed jaenge kuchh is kadar
Ham apne dosti ka farz nibhaenge…

Hamen dosti ki kasam doston
Poochho to kahate hain ham
Ek dusre ke dil mein rahte hain…

Koshish karo aapse koi na ruthe
Jinse ho beintaha mohabbat
Aise doston ka sath kabhi na chhute…

Dosti Shayari in English

Zindagi guzar jaaye
Par yari kam na ho
Dua karta hun dost Rab se
Teri meri yari kabhi khatm na ho

Awaaz sunkar shayad jamana
Sath na aaye mere
Par khamoshi padh kar jo sath de
Vo sirf mere sacche yaar hain…

A Khuda berang padhiye is life
Mein rang bhar jaate hain
Sacche yaar hamesha farishte
Ki tarah sath nibhaate hain…

Dosti Shayari in English

Jitne hain aasman mein tare
Mere yaar hain chamakte sitare
Khuda kare inki zindagi mein
Har waqt rahe khushiyon ke din pyare…

Wo bachpan ke yaar hamare bade
Hi natkhat the doston ke sath
Din bhar khelte rahna vah
Din bade hi khubsurat hai…

Tez zindagi ki raftaar mein
Ham kuchh yun guzar chale hain
Ki doston se bhari mahfil
Mein bhi ham dur ho chale hain…

Teri dosti ke liye ham
Jamane se lad jaenge
Kuchh is kadar ham apne
Dosti ka farz nibhaenge…

Teri dosti par aanch aaye to
Main shahar mein
Katlaam kar dunga
Teri dosti ke liye
Yaaron mein maut se lard dunga…

Har rota hua lamha
Bhi muskuraega
Jab mera saccha yaar
Mere sath gaega…

Tere sath hone se hi meri
Zindagi mein ugiyaara hai
Tere jaisa yaar mujhe mila
Yeh meri dua ka sahara hai…

Friendship Day Shayari in English

A dost teri khushi se hi meri zindagi
Khilti hai
Tere sath hone se hi
Yeh duniya jalti hai…

Door ho jaun to zara intezaar karna
Apne dil ko na yun bekarar karna
Laut kar aayenge hum chahe jaha bhi ho
Bas hamari dosti par dil se aitbaar karna…

Funny Friendship Shayari in English

Dost woh nahi jo sukh mein khade hote hain
Dost to woh hote hain jo bure waqt mein khade hote hain..

Baharon ki mehfil suhani rahegi
Labon pe khushi ki kahani rahegi
Chamakte rahenge khushiyon ke sitare
Agar aapki dosti ki meherbani rahegi….

Ae dost tum bhi kitne ajeeb ho
Mere dil ke kitne kareeb ho
Ho na tum SMS karte ho, na phone karte ho
Kya tum mujh se bhi zyada gareeb ho…

Ae dost main tujhe bhool jaun
Ye teri bhool hai, teri kya taarif karu
Tu ek mehakta hua phool hai….

Friendship Attitude Shayari in English

Dosti se qeemti koi jageer nahi
Dosti se khubsoorat koi tasveer nahi
Dosti to sirf ek kaccha dhaga hai
Dhage se majboot koi janjeer nahi….

Rishton ki kitaab ka cover hai
Dosti dosti se bani hai hamari hasti
Khoon ke rishton ki baat aap karte hain
Hamare liye to zindagi hai aapki dosti…

Mohabbat unse karo jo nibhana jante ho
Nafrat unse karo jo bhulana jante ho
Gussa unse karo jo manana jante ho
Dosti unse karo jo tumhe hasaana jante ho…

Sad Friendship Shayari in English

Apni zindagi mein yehi usool
Rakhta hun teri dosti ke liye
Jamane se ladta hun..

Har kadam pe imtihaan leti hai zindagi
Har waqt naye sadme deti hai zindagi
Par hum zindagi se shikwa kaise kare
Ki tumsa dost bhi to deti hai zindagi…

Dil ne kaha 1 kaam kar do, pyari si muskurahat mere naam kar do
Aaj duniya pe 1 ehsaan kar do
Ghar se nikal kar pure mohalle ko hairaan kar do…

Friendship Shayari in English for Girl

Na chahiye paisa, na chahiye car
Zindagi bhar chahiye mujhe
Tere jaisa yaar..

Suraj nikalta hai har raat ke baad
Chaand alvida karta hai har mulakat ke baad
Lekin aap ghar se mat nikalna
Warna log kahenge mendak nikla hai barsaat ke baad…

Aye yaar sun, yaari teri mujhe
Zindagi se bhi pyari hai
Jawab hi nahi hamara, kahi badi khub jodi hamari hai…

Conclusion

दोस्ती एक अनमोल रिश्ता है जो बिना किसी स्वार्थ के दिल से जुड़ता है। सच्चे दोस्त मुश्किल समय में सहारा बनते हैं और खुशियों में सबसे पहले साथ खड़े होते हैं। Friendship Shayari in English इन जज़्बातों को बेहद सरल और गहरे अंदाज़ में बयां करती है। ये शायरियाँ हँसी-मज़ाक, यादों और भरोसे को खूबसूरत रूप देती हैं। सच्ची दोस्ती के ये अल्फाज़ दिल को छू जाते हैं और रिश्तों को मजबूत बनाते हैं। हर शायरी उन पलों की याद दिलाती है जो हमेशा दिल में बसे रहते हैं। इसलिए दोस्ती को हमेशा संजोएँ और अपने यारों के साथ हर पल कीमती बनाएं।

Leave a Comment